LYRIC

Ishq Aur Pyar Ka Mazaa Lijiye Lyrics from the movie, Shapath. This song is sung by Altaf Raja, Sonu Nigam, & Vinod Rathod. Music composition by Anand-Milind with lyrics inscribed by Sameer. The soundtrack album is released under Gaane Sune Ansune label.

Ishq aur pyaar ka maza lijiye
Ishq aur pyaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Dil-e-bekaraar ka maza lijiye
Dil-e-bekaraar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye oo..

Bekhyaal ho gaye hain
Hosh mein na laaiye
Aaiye kareeb aake
Aankhon se pilaaiye
Oo bekhyaal ho gaye hain
Hosh mein na laaiye
Aaiye kareeb aake
Aankhon se pilaaiye
Aap bhi bhi khumaar ka
Aap bhi bhi khumaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye oo..

Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye maza lijiye
Maza lijiye thoda intezaar ka maza lijiye oo

Aadhi raat dhal chuki hai
Chandni jawaan hai
Koi badahavaas hai to
Koi badagumaan hai
Oo aadhi raat dhal chuki hai
Chandni jawaan hai
Koi badahavaas hai to
Koi badagumaan hai
Husn ke nikhara ka
Husn ke nikhara ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye maza lijiye
Maza lijiye thoda intezaar ka maza lijiye oo

Mastiyan hain bekhudi hai
Chaahaton ka jaam hai
Na to koi bebasi hai
Na to koi kaam hai
Oo mastiyan hain bekhudi hai
Chaahaton ka jaam hai
Na to koi bebasi hai
Na to koi kaam hai
Din hai aitbar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Thoda intezaar ka maza lijiye
Maza lijiye maza lijiye maza lijiye
Maza lijiye thoda intezaar ka maza lijiye oo


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO