LYRIC

Is Dil Mein Kya Hai Lyrics from the movie, Jab Pyaar Kisise Hota Hai. This song is sung by Lata Mangeshkar, & Udit Narayan. Music composition by Jatin Lalit with lyrics inscribed by Anand Bakshi. The soundtrack album is released under Tips Music label.

is dil me kya hai dhadkan, dhadkan me kya hai saajan
phulo me kya hai khushbu, aankho me kya hai jaadu
tu meri jaan hai, tu hi mera pyar, tere liye hi mai hu bekrar

is dil me kya hai

chhu liya tune mujhko saara badan jal raha hai
pyaar me jor kaisa koi jaadu sa bas chal raha hai
paagal na main ho jaau
is dil me kya hai dhadkan, dhadkan me kya hai saajan
phulo me kya hai khushbu, aankho me kya hai jaadu
tu meri jaan hai, tu hi mera pyar, tere liye hi mai hu bekrar
is dil me kya hai

thaam le meri baahe mausam jawaan aur hasin hai
kya karu naam tera dil bhulata hi nahi hai
jaagu ya main so jaau
is dil me kya hai dhadkan, dhadkan me kya hai saajan
phulo me kya hai khushbu, aankho me kya hai jaadu
tu meri jaan hai, tu hi mera pyar, tere liye hi mai hu bekrar

is dil me kya hai dhadkan, dhadkan me kya hai saajan
phulo me kya hai khushbu, aankho me kya hai jaadu
tu meri jaan hai, tu hi mera pyar, tere liye hi mai hu bekrar

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO