LYRIC

Hai Na Hai Na Lyrics from the movie, Jayantabhai ki Luv Story. This song is sung by Atif Aslam, Priya Panchal. Music composition by Sachin & Jigar with lyrics inscribed by Mayur Puri & Atif Aslam. The soundtrack album is released under Tips Music label.

Hai na, hai na, hai na
Kyon chup ho yahi to mauka hai
Kaho na tumhein kisne roka hai
Keh do zara, keh do na
Keh bhi do zara

Hai na, hai na, hai na
Aakhon se kaajal baha hai jo
Galon se kya keh gaya hai woh
Keh do zara, keh do na
Keh bhi do zara

Haan mana zamana bura hai
Saara jahan yeh bura
Achchha huva ke mila main
Lucky hai luck tera
Maine bhi, toone bhi khwaab koi kabhi
Dekha hai, dekha hai na
Ho main hansa, tu hansi
Khwaab to aisa hi hota hai
Hota hai na, keh do zara
Keh do na, keh bhi do zara

Ho gussa hai, gussa bura hai
Lagti buri bhi hai tu
Koyi kahe na kahoon main
Thodi ziddi bhi hai tu
Maine to tere sang tera har ek rang
Dekha hai, dekha hai na
Tu bane be-khabar
Dil pe tere asar
Hota hai, hota hai na
Keh bhi do zara
Keh bhi do zara aa aa ho ho

Hai na, hai na, hai na
Nahin jahan ki hai khabar tumko
Kyun itni meri fikar tumko
Keh bhi do zara
Keh do na, keh bhi do zara


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO