LYRIC

Haa Bhai Haa Mai Hu Jawaan Lyrics from the movie, Toofan. This song is sung by Anuradha Paudwal, & Amit Kumar. Music composition by Anu Malik with lyrics inscribed by Indeevar. The soundtrack album is released under Bollywood Classics label.

ha bhai ha mai hu jawa tune uthaya dil me tufa

kaisa tufa kaisa tufa roke ruke na aisa tufa

jina bhi marna bhi unke liye
hasna bhi rona bhi unke liye
jina bhi marna bhi unke liye
hasna bhi rona bhi unke liye
ab to gayi tu kam se ab to gayi tu kam se
jane do jane do abhi hai nada
ha bhai ha mai hu jawa tune uthaya dil me tufa

barso se maine sambhala ise
kitne hi najo se pala ise
barso se maine sambhala ise
kitne hi najo se pala ise
kya apna dil doge ise kya apna dil doge ise
is dil ke piche hai sara jaha
ha bhai ha mai hu jawa tune uthaya dil me tufa
kaisa tufa kaisa tufa roke ruke na aisa tufa
ha bhai ha mai hu jawa tune uthaya dil me tufa

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO