LYRIC

The song Gabbar Singh Yeh Kehkar Gaya is from the movie 100 Days. It is sung by Amit Kumar, & Alka Yagnik and composed by Raamlaxman. The lyrics are written by Ravinder Rawal. Eros Music released the soundtrack album for the movie.

Eye dar gayi ha ha ha
Ik thi ladki bholi bhali,
Har ahat se darne wali
Baat baat pe ro deti thi wo
Ik din ek chota sa bacha
Umar mein jo tha bilkul kacha
Pas mein ake ye bola uske
Gabbal ching ye tah tal daya,
Jo dal gaya wo mal gaya
Gabbr singh ye kah kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Gabbr singh ye kah kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Nadan bacha hasi khel mein
Kodi gajab ki dekar gaya
Nadan bacha hasi khel mein
Kodi gajab ki dekar gaya
Gabbr singh ye kah kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Gabbr singh ye kah kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya

Dilwalo ki hain yeh ada,
Dilwalo ki hain yeh ada
Jeene ka lete hain maja,
Jeene ka lete hain maja
Un bato se kya darna
Jin par jor nahin apna
Gabbr singh yeh kah kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Gabbr singh yeh kah kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Nadan bacha hasi khel mein
Kodi gajab ki dekar gaya
Nadan bacha hasi khel mein
Kodi gajab ki dekar gaya
Gabbr singh yeh kah kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Gabbr singh yeh kah kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya

Are bap re kya hua,
Nakli khal pahan kar aye
Gidad sher agar ban jaye
Pal bhar dhak jama leta hai wo
Aisa haa par logo ke pathar
Khake bhage jab woh dum dabake
Koi bache agar kahe usk
Gabbl ching yeh tah tal daya,
Jo dal gaya woh mal gaya
Gabbr singh ye kah kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Gabbr singh ye kah kar gaya
O dar gaya woh mar gaya
Kahte hain jab gidhad ki
Aye mot to bhag kar
Woh sahar gaya
Kahte hain jab gidhad ki
Aye mot to bhag kar
Woh sahar gaya
Gabbr singh ye kah kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya
Gabbr singh ye kah kar gaya
Jo dar gaya woh mar gaya

Oro ko khata hain tu kya
Are oro ko kahta hain tu kya
Apne dil mein jhak jara,
Apne dil mein jhak jara
Bap ne mari na mendaki
Beta teer andaz bana
Gabal ching kya kah kal gaya,
Jo dal gaya wo mal gaya.


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO