LYRIC
Freak Out (Parody Song) Lyrics from the movie, Lamhe. This song is sung by Pamela Chopra, & Sudesh Bhosle. Music composition by Shiv Kumar Sharma with lyrics inscribed by Anand Bakshi. The soundtrack album is released under T-series label.
pyar hua ikraar hua hai
pyar se fir kyon darta hai dil
kahta hai dil rasta muskil
malum nahi hai kaha manjil
pyar hua ikraar hua hai
pyar se fir kyon darta hai dil
tadbeer se bigdi hui
takder bana le, takder bana le
apne pe bharosa hai to
ek daav lagale, lagale daav lagale
chal jai shivshankar, kanta lage na kankar
chal jai shivshankar, kanta lage na kankar
ke pyaala tere naam ka piya
o gir jaungi main mar jaungi
jo tune mujhe tham na liya
o sau rab di
chal jai shivshankar, kanta lage na kankar
chal jai shivshankar, kanta lage na kankar
ke pyaala tere naam ka piya
o gir jaungi main mar jaungi
jo tune mujhe tham na liya
o sau rab di
hum tum ek kamre me band ho
aur chabi kho jaye
hum tum ek kamre me band ho
aur chabi kho jaye
tere naino ki bhubhulaiya me
bobby kho jaye
hum tum ek kamre me band ho
aur chabi kho jaye
maar diya jaye ki chhod diya jaye
bol tere sath kya suluk kiya kiya jaye
maar diya jaye ki chhod diya jaye
bol tere sath kya suluk kiya kiya jaye
bol tere sath kya suluk kiya kiya jaye
zaam diya jaye ki jahar diya jaye
bol tere sath kya suluk kiya kiya jaye
are bol tere sath kya suluk kiya jaye
babuji dheere chalna, pyar me zara sambhalna
haa bade dhoke hai, bade dhoke hai is raah me
babuji dheere chalna, pyar me zara sambhalna
haa bade dhoke hai, bade dhoke hai is raah me
babuji dheere chalna
ho re majhi, ho re majhi ho
mere majhi, mere sajan hai us paar
main man maar hun is paar
ho mere maajhi abki baar le chal paar
le chal paar
mere saajan hai us paar
ho re majhi, ho re majhi
ho ho mere majhi
bindiya chamkegi chudi khankegi
teri neend ude te ud jaye
kajra bahkega gazara mehkega
gaadi tur diye te tur jaye
bindiya chamkegi chudi khankegi
chahe koi mujhe jangli kahe
kahne do ji kahta rahe
hum pyar ke tufano me ghire hain
hum kya kare
chahe koi mujhe jangli kahe
kahne do ji kahta rahe
hum pyar ke tufano me ghire hain
hum kya kare
chahe koi mujhe jangli kahe
yaahu, yaahu
chahe koi mujhe jangli kahe
han kahne do kahta rahe
yaahu yaahu bhi karenge
wahu wahu bhi karenge, karenge
chahe koi mujhe jangli kahe
han babul mora
tu mere man ka moti hai
in nainan ki jyoti hai
yaad hai mere bachpan ki
gahr aaya mera pardeshi
sar jo tera chakraye, ya dil duba jaye
aaja pyare pas humare
kahe ghabraye, kahe ghabraye
sar jo tera chakraye, ya dil duba jaye
aaja pyare pas humare
kahe ghabraye, kahe ghabraye
jane wo kaise log the jinke, pyar ko pyar mila
humne to jab kaliya mangi, kanto ka haar mila
kanto se khinch ke ye aanchal
tod ke bandhan bandhi payal
ho koi na roko dil ki udaan ko, dil wo chala
aaj fir jeene ki tanna hai
aaj fir marne ka iarada hai
aaj fir jeene ki tanna hai
aaj fir marne ka iarada hai
ramayyaa vastavayyaa ramayyaa vastavayyaa
ramayyaa vastavayyaa ramayyaa vastavayyaa
maine dil tujhko diya, maine dil tujhko diya
ramayyaa vastavayyaa ramayyaa vastavayyaa
ramayyaa vastavayyaa ramayyaa vastavayyaa
maine dil tujhko diya, maine dil tujhko diya
ramayyaa vastavayyaa ramayyaa vastavayyaa
maine dil tujhko diya, maine dil tujhko diya