LYRIC

Dum Mast Mast Lyrics from the movie, Garv. This song is sung by Sukhwinder Singh, & Sunidhi Chauhan. Music composition by Anu Malik with lyrics inscribed by Sajid-Wajid. The soundtrack album is released under T-series label.

jis dil ko mohhobat ho jaye woh dil to kafir ho jaye
phir rab ruthe ya jag chhoote
phir dum bhi akhir kho jaaye dum mast mast

jab ishq ka jaadu chadhta hai har cheez beegani lagti hai
jab ishq ka jaadu chadhta hai har cheez beegani lagti hai
aashiq to deewane hote hai, duniya bhi deewani lagti hai
aankho me nasha chha jaye, jeene ka maaza aa jaaye
dil behka behka jaaye
dum mast mast dum mast mast, dum mast mast dum mast mast
dum mast mast dum mast mast, dum mast mast dum mast mast
dum mast mast dum mast mast, dum mast mast dum mast mast

ek ishq ka dariya seene me
ek ishq ka dariya seene me tu paar lagane aaja
tu paar lagane aaja, tu paar lagane aaja
dil dooba dooba jaaye tu usko bachane aaja
tu usko bachane aaja, tu usko bachane aaja
dil haath se nikla jaaye, dil dhadka dhadka jaaye
dil behka behka jaaye
dum mast mast dum mast mast, dum mast mast dum mast mast
dum mast mast dum mast mast, dum mast mast dum mast mast
dum mast mast dum mast mast, dum mast mast dum mast mast

ek cheez mohhobat hoti hai woh jaan ki aafat hoti hai
yeh jaan ka sauda kar dale yeh aisi qayamat hoti hai

yeh ishq ka dariya gahra hai
yeh ishq ka dariya gahra hai jo doob gaya so paar gaya
jo doob gaya so paar gaya, jo doob gaya so paar gaya
yeh pyaar ka sagaar jaisa hai jo tair gaya so haar gaya
jo tair gaya so haar gaya, jo tair gaya so haar gaya
yeh rog jise lag jaye woh kaise bhala bach paaye
dil behka behka jaaye
dum mast mast dum mast mast, dum mast mast dum mast mast
dum mast mast dum mast mast, dum mast mast dum mast mast
dum mast mast dum mast mast, dum mast mast dum mast mast


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO