LYRIC

Dhin Tak Dhin Lyrics from the movie, Bade Miyan Chote Miyan. This song is sung by Jaspinder Narula, & Sudesh Bhonsle. Music composition by Viju Shah with lyrics inscribed by Sameer. The soundtrack album is released under T-series label.

dhin tak dhin dhin tak dhin hona tha ye ek din

hona tha jo ho gaya dil pyar me kho gaya

aa mastana mausam hai masti ka samaa
aisa mauka milega kaha
mai bhi hu bahaki si tu bhi hai mat guma
hotho ko chum le meri jaan
are aage piche kyu chalti hai ban ke tu saya
are maine suna hai laut ke fir vo vapas na aya
in galiyo me jo gaya dil pyar me kho gaya
dhin tak dhin dhin tak dhin hona tha ye ek din
dhin tak dhin dhin tak dhin hona tha ye ek din

aa ha hahaha la la lalaa
o betabi kaisi hai hota kya nasha a diwane tujhe kya pata
acha na lagta hai todha hosla aur mere karib aa jara
are aisi vaisi bate na ker mujhse dilruba
teri tabiyat thik nahi hai le le tu dava
kya tujhe ho gaya dil pyar me kho gaya
dhin tak dhin dhin tak dhin hona tha ye ek din
dhin tak dhin dhin tak dhin hona tha ye ek din
mujhko nahi tha pata aake kaha mai fasa
dhin tak dhin dhin tak dhin hona tha ye ek din
dhin tak dhin dhin tak dhin, dhin dhin

Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO