LYRIC

Bhool Ho Gayee Jaane De Lyrics from the movie, Zabardast. This song is sung by Kishore Kumar, & Asha Bhosle. Music composition by Rahul Dev Burman with lyrics inscribed by Majrooh Sultanpuri. The soundtrack album is released under Gaane Sune Ansune label.

are bhul ho gayi jane de sajna
mar jaugi man ja, man ja, man ja
bhul ho gayi jane de sajna
mar jaugi man ja, man ja, man ja

saja di in aankho ko kari kya kahta in ne
kahe na pehchana tujhe
tujhe kya se kya samjha kahu kya mai is dil ko
kaise nahi jana tu hai
manti hu jane de naa sajana
are mar jaugi man ja, man ja, man ja
bhool ho gayi jane de sajna
mar jaugi man ja, man ja, man ja

tujhe mai na chahugi to kaise na chahugi
mai to diwani yar ki
gile jo hai dil ke mita le gale mil ke
tujhko kasam hai pyar ki
chhod gussa jane de sajna
mar jaugi man ja, man ja, man ja
bhul ho gayi jane de sajna
mar jaugi man ja, man ja, man ja

chalo maf karta hu kaha so kaha tumne
aage na kahna fir kabhi
chala jauga varna kahi tumse itni dur
dhundogi sari zindagi
ho, or fir pukarogi sajna
are mar jaugi man ja man ja man ja


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO