LYRIC

Badan Mein Chandni Lyrics from the movie, Ghatak: Lethal. This song is sung by Kavita Krishnamurthy. Music composition by R. D. Burman with lyrics inscribed by Majrooh Sultanpuri. The soundtrack album is released under bollysongs4video label.

badan me chandani, ada me ragini
nazar me damani meri kya baat hai
tune kabhi dekha hai kya pahli mulakaat hai
badan me chandani, ada me ragini
nazar me damani meri kya baat hai
tune kabhi dekha hai kya pahli mulakaat hai
badan me chandani, ada me ragini

mere husn ka jadu dhaye kya sitam dekhe ja tu
koi to hai thame jigar, dil pe koi hath hai
badan me chandani, ada me ragini

jabse dil me tum aaye ho jivan pe mere chhaye ho
betab sa hai bikhra bechain si raat hai
badan me chandani, ada me ragini

ye jo hai mera pehlu isme hai yaar ki khushbu
ye jo hai ye pyar ki sari karamat hai
badan me chandani, ada me ragini
nazar me damani meri kya baat hai
tune kabhi dekha hai kya pahli mulakaat hai
badan me chandani, ada me ragini


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO