LYRIC

Aankhon Mein Tumhari Lyrics from the movie, Haasil. This song is sung by Shaan, Shweta Pandit, & Shraddha Pandit. Music composition by Jatin Lalit with lyrics inscribed by Israr Ansari. The soundtrack album is released under Times Music label.

ishq ke badle jaldi hai sehra me leharsi uthi hai
raat ke bujhte taaro ki aankho me zaher si dikhti hai
aankho me tumhari to jahano ka nasha
tum jo nahi to kya hai jeena ka maza
aankhn me tumhari to jahano ka nasha
tum jo nahi to kya hai jeena ka maza
baaho me na tum ho, raaho me na tum ho to jeena bewaja
aao paas aao yuh na sharmaao ai mere humnawa
aankho me tumhari to jahano ka nasha
tum jo nahi to kya hai jeena ka maza

jabse tumhe dekha maine hai sapne jawan-jawan
tumjo nahi kuch na kahi hai tumse hi yeh jahan
paas mere aaja saaso me sama ja tu khushbu ki tarah
dil me humare khuda ki ho na ho tumhari hai jagah

tujhe chand ka hai arman sahi haasil karna aasan nahi
laakho taare pehra na de hai aisi koi raat nahi

pehli nazar me hi sanam yeh dil tumne le liya
dekho mujhe bhule se hi yeh ehsaan kar diya
chand pe hai mana sitaro ka pehra magar hum chu lenge
ruthe ye jahan bhi ruthe aasman bhi na tumko chhod enge

aankho me tumhari to jahano ka nasha
tum jo nahi to kya hai jeena ka maza
aankho me tumhari to jahano ka nasha
tum jo nahi to kya hai jeena ka maza
baaho me na tum ho, raaho me na tum ho to jeena bewaja
aao paas aao yuh na sharmaao ai mere humnawa


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO