LYRIC

Aaj Ka Din Lyrics from the movie, Return of Jewel Thief. This song is sung by Kumar Sanu, & Abhijeet. Music composition by Jatin-Lalit with lyrics inscribed by Anand Bakshi. The soundtrack album is released under Zee Music Classic label.

aaj ka din hai kitna suhana jhume nache gaye zamana
aaj ka din hai kitna suhana jhume nache gaye zamana
masti me o yaro kho nahi jana
bat matlab ki kahta hai diwana
bat matlab ki kahta hai diwana
aaj ka din hai kitna suhana jhume nache gaye zamana
masti me o yaro kho nahi jana
bat matlab ki kahta hai diwana
bat matlab ki kahta hai diwana

aye yar mere aisa to nahi ham me se na ho wo koi kahi
is mahfil me dekho to jara kaise kaise chehre hai hasi
in chehro in chehro ka dhokha nahi khana
bat matlab ki kahta hai diwana
aaj ka din hai kitna suhana jhume nache gaye zamana
masti me o yaro kho nahi jana
bat matlab ki kahta hai diwana
bat matlab ki kahta hai diwana

koi jadu sa na ho jaye jo samne hai na kho jaye
bole ye gajar jago yaro dekho to jara na aa jaye
koi papi koi papi purana anjana
bat matlab ki kahta hai diwana
aaj ka din hai kitna suhana jhume nache gaye zamana
aaj ka din hai kitna suhana jhume nache gaye zamana
masti me o yaro kho nahi jana
bat matlab ki kahta hai diwana
bat matlab ki kahta hai diwana


Added by

hindilyrics

SHARE

ADVERTISEMENT

VIDEO